Yade un lamho ki jinhe phir se jine
ko dil chahta he
Yade un palo ki jinhe yad karke aaj
bhi hasi aati he
Yade un palo ki jaha aaj bhi jindagi
thehar jati he
Yade un dosto ki jinhe kabhi na
bhula payege hum,
Yade un shararato ki jinse kabhi
khushi milti thi to kabhi gam…
Yade un college ke dino ki jahan
jindagi aram se jite the hum
Yade un chai ki jo dosto ke sath
share kiya karte the hum,
Yade un lamho ki jinhe phir se jine
ko dil chahta he
Yade un dosto ki jinko milne ke bad
hasi nai rukti thi,
Yade un ghadiyo ki jo kate nai katt
ti thi…
Yade un gamo ki jo milke bat lete
the hum,
Yade un choti choti khushiyo ki jo
sath milkar celebrate karte the hum
Yade woh jindagi ki jinhe jine ko
mile to wapas jina chahenge hum,
Yade woh college me pehle pyar ki
jinhe wapas milna payenge hum
Yade un lactures ki jahan padhai kam
masti jyada karte the…
Yade un exams ki jahan rat bhar
padhai kiya karte the
Yade un lamho ki jinhe phir se jine
ko dil chahta he
Yade woh akhri dino ki jab sab
bichhad gaye
Yade woh jindagi ki jo bas ab 'yaad' banke hi reh gaye...
This poem I have wrote on my post
graduation college days
This are few memories which I am expressing
via my poem
-BY CHIRAG AMRANIYA
No comments:
Post a Comment