Ek
gana ga raha hu me jisme na sur na taal
he
phir bhi sunte log he ye to apna kamaal he..
Na
acche bol he na sangeet na saaz he
phir
bhi dekho aaj ga rahe he hum
ye
to apna kamaal he
apna
ye to kehna he sa re ga ma se
kya
lena he gana banta dil se he
phir
bhi log kyu nahi samajate he...
na
hum sangeet samrat he na hum
rehman
ke fan he phir bhi dekho aaj
ga
rahe kar diye sare record break he
Ek
gana ga raha hu me jisme na sur
na
taal he phir bhi sunte log he ye to
apna
kamaal he..
Na
sikha he gana na achhi avaj he
phir
bhi sunte dost he ye to dosti ka kamaal he
Ek
gana ga raha hu me jisme na sur na taal he..
-BY CHIRAG AMRANIYA
No comments:
Post a Comment